हिंदी चिटठा जगत में आप का स्वागत है. आप की रचना पढ़ कर एक शेर याद आ गया. ये आंसू चार दिन के हैं ये आंसू सूख जायेंगे, सिखा देंगे तुम्हे हालात हर सूरत में खुश रहना .
achche log jud bhi rahe hai aur jod bhi rahe hain...apke liye chan lines...... kya kabhi sannate se baat kari hai tume kabhi koshish karo samajhne ki us khamoshi ko,jo palti hai is sannate me........ jane kitni bhayanak cheekhen, kitni tanhaiyon ka shor is sannate me qabr banaye hai jab ya tanhaiyan cheekh cheekh kar apne akelepan ka ehsaas karati hain to man me chhane lagti hai neeravta aasman ki apne apne matlab se hum koste rehte hain is sannate ko, par nahi padh pate....us ekakipan ko jo palta hai is khamoshi me aur pahad pe uge ped ki tarah, jad ho jata hai uske tan me.......
हिंदी चिटठा जगत में आप का स्वागत है. आप की रचना पढ़ कर एक शेर याद आ गया.
जवाब देंहटाएंये आंसू चार दिन के हैं ये आंसू सूख जायेंगे,
सिखा देंगे तुम्हे हालात हर सूरत में खुश रहना .
achche log jud bhi rahe hai aur jod bhi rahe hain...apke liye chan lines......
जवाब देंहटाएंkya kabhi sannate se baat kari hai tume
kabhi koshish karo samajhne ki
us khamoshi ko,jo palti hai
is sannate me........
jane kitni bhayanak cheekhen,
kitni tanhaiyon ka shor
is sannate me qabr banaye hai
jab ya tanhaiyan cheekh cheekh kar
apne akelepan ka ehsaas karati hain
to man me chhane lagti hai neeravta aasman ki
apne apne matlab se hum koste rehte hain is sannate ko,
par nahi padh pate....us ekakipan ko
jo palta hai is khamoshi me
aur pahad pe uge ped ki tarah,
jad ho jata hai uske tan me.......